Urdu Shayari, Urdu SMS, Urdu Poetry
Urdu Shayari, Urdu poetry, SMS Shayari, Urdu Ghazal and Shayari
Log aese wafaa nahin karte..
Log aese wafaa nahin karte,
Jese bache gunaah nahin karte..
Ya rab teri shan jal-e-jalaal hai..
Ya rab teri shan jal-e-jalaal hai,
Meri maang rizq-e-halaal hai,
Meri aajzii ko karo qabool,
Meri zindagi ka sawaal hai..
Aur tum waqt se bhi tez nikle..
Picture Shayari
Waqt taizi se badal gaya,
aur tum waqt se bhi tez nikle..
Jo aata hai khushi ki intehaa per
Picture Shayari
Jo aata hai khushi ki intehaa per,
Bohat roye they us aansu ki khatir..
Mumkin hai nikal aaye...
Picture Shayari
Mumkin hai nikal aaye yahan koi musafir,
Sehraa mein lagate chalo do chaar shajar aur..
Is kheyaal se hi har shaam jald neend aayi..
Picture Shayari
Is kheyaal se hi har shaam jald neend aayi,
Mujh se bichrre huye log sheher-e-khawab mein hain..
Main kahin bhook se na mar jaaon..
Picture Shayari
Main kahin bhook se na mar jaaon ae ameer-e-sheher,
Gar mustaqbil hoon tumhara bachaa lo mujh ko..
Newer Posts
Home